Do ghazla ke do rang / By Muslim Saleem

MUSLIM SALEEM – DO GHAZLA KE DO RANG

                                       (1) MAHBOOB KE NAAM

YEH JISM KARTA HAI AKSAR BAHUT SAWAAL TIRAA

RAGON MEIN DAURNAY LAGTA HAI JAB KHAYAL TIRAA

QADAM BACHAA RAKHOON MAIN AGAR TO KAISE RAKHOON

HAR EK SAMT TO PHAILA HUA HAI JAAL TIRAA

QAREEB SAY JO BACHAA KAR NAZAR NIKALTE HAIN

ZARA SAMBHAL, YEHI POOCHHEN GE HAAL-CHAAL TIRAA

CHALAA SAFAR PAY JO TU UNKI RAAH SAY HAT KAR

TO AAJ DEKH LAY KYA HO GAYA HAI HAAL TIRAA

    (2) DUSHMAN KE NAAM

UROOJ HONE KO BE-SHAK HAI  BE-MISAAL TIRAA

WO DIN BHI  SOCH KE AYEGA JAB ZAWAAL TIRAA

DAHAK UTHAY GAA KIS ROZ KHUD TIRAA HI BADAN

TABAAH KAR DEGA TUKHKO YEH ISHTI’AAL TIRAA

ABHI TO SAIR SITARON KI KAR RAHAA HAI TU

ZAMAANA DEKHE GAA IK DIN MAGAR ZAWAL TIRAA

ULAT DAY MULSIM-E-KHASTA KAY DUSHMANON KE NAGAR

JAMAL WAALE DIKHA DE ZARAA JALAAL TIRAA

 

About Muslim Saleem

Muslim Saleem (born 1950) is a great Urdu poet, writer and journalist and creator of massive directories of Urdu poets and writers on different blogs. These directories include 1. Urdu poets and writers of India part-1 2. . Urdu poets and writers of India part-II 3. Urdu poets and writers of World part-I 4. Urdu poets and writers of World part-II, 5. Urdu poets and writers of Madhya Pradesh, 6. Urdu poets and writers of Allahabad, 7. Urdu poets and writers of Shajahanpur, 8. Urdu poets and writers of Jammu-Kashmir and Kashmiri Origin, 9. Urdu poets and writers of Hyderabad, 10. Urdu poets and writers of Augrangabad, 11. Urdu poets and writers of Maharashtra 12. Urdu poets and writers of Tamil Nadu, 13, Urdu poets and writers of Karnataka 14. Urdu poets and writers of Gujarat, 15. Urdu poets and writers of Uttar Pradesh, 16. Urdu poets and writers of Canada, 17. Urdu poets and writers of Burhanpur, 18. Urdu poets and writers of West Bengal 19. Female Urdu poets and writers, 20. Hindu Naatgo Shuara etc. These directories can be seen on :- 1. www.khojkhabarnews.com 2, www.muslimsaleem.wordpress.com 3. www.urdunewsblog.wordpress.com, 4. www.khojkhabarnews.wordpress.com. 5. www.poetswritersofurdu.blogspot.in 6 www.muslimsaleem.blogspot.in 7. www.saleemwahid.blogspot.in (Life) Muslim Saleem was born in 1950 at Shahabad, Hardoi, Uttar Pradesh in India, brought up in Aligarh, and educated at Aligarh Muslim University. He is the son of the well-known Urdu poet Saleem Wahid Saleem. He has lived in Bhopal, India since 1979. (Education): Muslim Saleem studied right from class 1 to BA honours in AMU schools and University. He completed his primary education from AMU Primary School, Qazi Para Aligarh (Now converted into a girls school of AMU). He passed high school exam from AMU City School, Aligarh and B.A. Hons (Political Science) from Aligarh Muslim University Aligarh. Later, Muslim Saleem did M.A. in Arabic from Allahabad University during his stay in Allahabad. (Career) Muslim Saleem began his career as a journalist in the Urdu-language newspaper Aftab-e-Jadeed, Bhopal. He is multilingual journalist having worked on top posts with Dainik Bhaskar (Hindi), Central Chronicle (English), National Mail (English), News Express (English) and most recently as the chief copy editor of the Hindustan Times in Bhopal. At present, Muslim Saleem is English news advisor to Directorate of Public Relations, Government of Madhya Pradesh. (as on December 1, 2012). (Works and awards) Muslim Saleem has been appointed as Patron of Indo-Kuwait Friendship Society. He is the author of Aamad Aamad, a compilation of his poetry published by Madhya Pradesh Urdu Academi. Several of his couplets are well known in the Urdu language. He won the Yaad-e-Basit Tarhi Mushaira, a poetry competition, in 1982. In 1971, Muslim Saleem was awarded by Ismat Chughtai for his Afsana “Nangi Sadak Par” at AMU Aligarh. His ghazals and short stories have been published in Urdu-language publications Shair, Ahang, Asri, Adab, Agai, Naya Daur, Sada-e-Urdu, Nadeem and other periodicals and magazines. His work in service of the Urdu language was recognized in a special 2011 edition of the periodical Abadi Kiran, devoted to his work. Evenings in his honour have been organised in a number of cities. Muslim Saleem is currently compiling a massive database of poets and writers of the Urdu language, both historic and currently active. (Translation of Muslim Saleem’s work in English): Great scholar Dr. Shehzad Rizvi based in Washington has translated Muslim Saleem’s ghazal in English even though they have never met. Dr. Rizvi saw Muslim Saleem’s ghazals on websites and was so moved that he decided to translate them. (Praise by poets and writers) Great poet and scholar of Urdu and Persian Dr. Ahmad Ali Barqi Azmi has also written a number of poetic tributes to Muslim Saleem. Dr. Azmi and Muslim Saleem are yet to meet face to face. Beside this, great short-story writer and critic Mehdi Jafar (Allahabad, Bashir Badr (Bhopal), Jafar Askari (Lucknow), Prof. Noorul Husnain (Aurangabad), Kazim Jaffrey (Lahore) and a host of others have written in-depth articles defining Muslim Saleem’s poetry. (Muslim Saleem on other websites) Muslim Saleem’s life and works have been mentioned on Wikipedia, www.urduadab4u.blogspot.in, www.urduyouthforum.org and several other website. In fact, www.urduyouthforum.org has given credit to Muslim Saleem for lifting a number of pictures and entries from Muslim Saleem’s websites and blogs. (Address): Muslim Saleem, 280 Khanugaon, VIP Road, Bhopal-462001 Mobiles: 0 9009217456 0 9893611323 Email: muslimsaleem@rediffmail.com saleemmuslim@yahoo.com Best couplets: Zindagi ki tarah bikhar jaayen…… kyun ham aise jiyen ki mar jaayen kar di meeras waarison ke sipurd…. zindagi kis ke naam mar jaayen rooh ke karb ka kuchh mudaawa no tha doctor neend ki goiyan likh gaya wo dekhne mein ab bhi tanawar darakht hai haalanke waqt khod chuka hai jaden tamam My Facebook url is http://en-gb.facebook.com/pages/Muslim-Saleem/176636315722664#!/pages/Muslim-Saleem/176636315722664?sk=info Other blogs http://urdupoetswriters.blogspot.com/ http://muslimspoetry.blogspot.com/ http://abdulahadfarhan.blogspot.com/ http://ataullahfaizan.blogspot.com/ http://hamaramp.blogspot.com/ http://madhyanews.blogspot.com/ http://cimirror.blogspot.com/
This entry was posted in poetry. Bookmark the permalink.

3 Responses to Do ghazla ke do rang / By Muslim Saleem

  1. muslimsaleem says:

    • Shaikh Sadique Zilly, Farid Ahmed Khan, Eqbal Hasan Azad and 7 others like this.

    Ishaq Wardag واہ خوب جناب

    Fiza Sajid wow

    Azhar Iqbal MASHA-ALLAH JI____BHUT HI KHOOBBBBB HAY JUNAB

    Mohammad Shoaib Nawab Butiful poetry !

    Ahmad Ali Barqi Azmi Is do ghazla ke mukhtalif haiN rang
    Hai yeh muslm Saleem ka aijaz


    Haris Bilal khoobsurat khayaaalaat, ka aur bhi khoosurati sey bayaan, kiya kehney sir ji bohut shaaandaaar do ghazla hy…. every couplet is a beauty

    Chandni Pandey Chalaa safar pey jo tu unki raah say hat karto aaj dekh ley kyaa ho gayaa hai haal tiraa….laazwaab….mubarak….

    Sana Habib good

    Shaikh Sadique Zilly wah..bahut khoob..lajawab…
    qadam bacha ke rakhun men agar to kaise rakhoon
    har ek samt to fela hua hai jaal tera…………………………
    abhi to sair sitaron ki kar raha hai tu
    zamana dekhega ek din magar zawal tera
    dharon dad aur mubarakbaad qobool farmaen…sada salamat rahen….


    Majeed Taj Baloch YEH JISM KARTA HAI
    AKSAR BAHUT SAWAAL
    TIRAA
    RAGON MEIN DAURNAY
    LAGTA HAI JAB KHAYAL

    Majeed Taj Baloch CHALAA SAFAR PAY JO TU UNKI RAAH SAY HAT KAR
    TO AAJ DEKH LAY KYA HO
    GAYA HAI HAAL TIRAA

    Bahut khoob

    Majeed Taj Baloch ABHI TO SAIR SITARON KI KAR RAHAA HAI TU
    ZAMAANA DEKHE GAA IK
    DIN MAGAR ZAWAL
    TIRAA
    Umda. Waah

    Azhar Iqbal Azhar بہت شاندار غزلیں ہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔وااااااااااااااااااااااااااااااااہ واااااااااااااااااااااااااااااہ


    Salahuddin Haque Abusarim Sarim bahut khoobbbbbbbb…..lajawabbbbbbbb…..


    DaChoor Dill khoob


    Wajid Ali Khoob.

    Javed Qamar v nice

    Babur Ali Asad Bohat khubsurat Do ghazla hay parh k bohat acha laga bohat si Daaaaad


    Kamil Janetvi Waaaaaah waah . Kya kahne .
    Dono bemisaal hain . Dheron daad . Zindabad .

    Javed Mushiri bahut achchien ghazlen hein


    Asif Abr واہ بہت خوب سر

    • aamat rahie,Y.

    Kiran Sadiq nice


    Khurshidul Hasan Naiyer bahut Khoob, salaamat rahie,Y.
    56 minutes ago • Like


    Yaqub Malik har aik samt to phela huwa he jal tera;bilkul sahi he;donno ghazlen


    Zareena Khan AAP HMESHA HI BOHAT ACHHA LIKHTEY HAI


    Naseha Usmani do ghazle ke mutazad rang bahut hi khoob hain


    Abdul Kalam wah saleem sahab very very nice……


    Faisal Nawaz wah wah wah kya khoobsoorat do ghazloon ke rang pesh kiye

  2. muslimsaleem says:

    Tahir Ali janab m,saleem sb mere pas alfaz nahi ki mai aap ke liye kuchh likhun allah subahan se doa hai ki aap ko salamat rakhe ameen ya rub.

  3. muslimsaleem says:

    Tahir Ali j
    Janab m,saleem sb mere pas alfaz nahi ki mai aap ke liye kuchh likhun allah subahan se doa hai ki aap ko salamat rakhe ameen ya rub.

Leave a comment