Author Archives: Muslim Saleem

About Muslim Saleem

Muslim Saleem (born 1950) is a great Urdu poet, writer and journalist and creator of massive directories of Urdu poets and writers on different blogs. These directories include 1. Urdu poets and writers of India part-1 2. . Urdu poets and writers of India part-II 3. Urdu poets and writers of World part-I 4. Urdu poets and writers of World part-II, 5. Urdu poets and writers of Madhya Pradesh, 6. Urdu poets and writers of Allahabad, 7. Urdu poets and writers of Shajahanpur, 8. Urdu poets and writers of Jammu-Kashmir and Kashmiri Origin, 9. Urdu poets and writers of Hyderabad, 10. Urdu poets and writers of Augrangabad, 11. Urdu poets and writers of Maharashtra 12. Urdu poets and writers of Tamil Nadu, 13, Urdu poets and writers of Karnataka 14. Urdu poets and writers of Gujarat, 15. Urdu poets and writers of Uttar Pradesh, 16. Urdu poets and writers of Canada, 17. Urdu poets and writers of Burhanpur, 18. Urdu poets and writers of West Bengal 19. Female Urdu poets and writers, 20. Hindu Naatgo Shuara etc. These directories can be seen on :- 1. www.khojkhabarnews.com 2, www.muslimsaleem.wordpress.com 3. www.urdunewsblog.wordpress.com, 4. www.khojkhabarnews.wordpress.com. 5. www.poetswritersofurdu.blogspot.in 6 www.muslimsaleem.blogspot.in 7. www.saleemwahid.blogspot.in (Life) Muslim Saleem was born in 1950 at Shahabad, Hardoi, Uttar Pradesh in India, brought up in Aligarh, and educated at Aligarh Muslim University. He is the son of the well-known Urdu poet Saleem Wahid Saleem. He has lived in Bhopal, India since 1979. (Education): Muslim Saleem studied right from class 1 to BA honours in AMU schools and University. He completed his primary education from AMU Primary School, Qazi Para Aligarh (Now converted into a girls school of AMU). He passed high school exam from AMU City School, Aligarh and B.A. Hons (Political Science) from Aligarh Muslim University Aligarh. Later, Muslim Saleem did M.A. in Arabic from Allahabad University during his stay in Allahabad. (Career) Muslim Saleem began his career as a journalist in the Urdu-language newspaper Aftab-e-Jadeed, Bhopal. He is multilingual journalist having worked on top posts with Dainik Bhaskar (Hindi), Central Chronicle (English), National Mail (English), News Express (English) and most recently as the chief copy editor of the Hindustan Times in Bhopal. At present, Muslim Saleem is English news advisor to Directorate of Public Relations, Government of Madhya Pradesh. (as on December 1, 2012). (Works and awards) Muslim Saleem has been appointed as Patron of Indo-Kuwait Friendship Society. He is the author of Aamad Aamad, a compilation of his poetry published by Madhya Pradesh Urdu Academi. Several of his couplets are well known in the Urdu language. He won the Yaad-e-Basit Tarhi Mushaira, a poetry competition, in 1982. In 1971, Muslim Saleem was awarded by Ismat Chughtai for his Afsana “Nangi Sadak Par” at AMU Aligarh. His ghazals and short stories have been published in Urdu-language publications Shair, Ahang, Asri, Adab, Agai, Naya Daur, Sada-e-Urdu, Nadeem and other periodicals and magazines. His work in service of the Urdu language was recognized in a special 2011 edition of the periodical Abadi Kiran, devoted to his work. Evenings in his honour have been organised in a number of cities. Muslim Saleem is currently compiling a massive database of poets and writers of the Urdu language, both historic and currently active. (Translation of Muslim Saleem’s work in English): Great scholar Dr. Shehzad Rizvi based in Washington has translated Muslim Saleem’s ghazal in English even though they have never met. Dr. Rizvi saw Muslim Saleem’s ghazals on websites and was so moved that he decided to translate them. (Praise by poets and writers) Great poet and scholar of Urdu and Persian Dr. Ahmad Ali Barqi Azmi has also written a number of poetic tributes to Muslim Saleem. Dr. Azmi and Muslim Saleem are yet to meet face to face. Beside this, great short-story writer and critic Mehdi Jafar (Allahabad, Bashir Badr (Bhopal), Jafar Askari (Lucknow), Prof. Noorul Husnain (Aurangabad), Kazim Jaffrey (Lahore) and a host of others have written in-depth articles defining Muslim Saleem’s poetry. (Muslim Saleem on other websites) Muslim Saleem’s life and works have been mentioned on Wikipedia, www.urduadab4u.blogspot.in, www.urduyouthforum.org and several other website. In fact, www.urduyouthforum.org has given credit to Muslim Saleem for lifting a number of pictures and entries from Muslim Saleem’s websites and blogs. (Address): Muslim Saleem, 280 Khanugaon, VIP Road, Bhopal-462001 Mobiles: 0 9009217456 0 9893611323 Email: muslimsaleem@rediffmail.com saleemmuslim@yahoo.com Best couplets: Zindagi ki tarah bikhar jaayen…… kyun ham aise jiyen ki mar jaayen kar di meeras waarison ke sipurd…. zindagi kis ke naam mar jaayen rooh ke karb ka kuchh mudaawa no tha doctor neend ki goiyan likh gaya wo dekhne mein ab bhi tanawar darakht hai haalanke waqt khod chuka hai jaden tamam My Facebook url is http://en-gb.facebook.com/pages/Muslim-Saleem/176636315722664#!/pages/Muslim-Saleem/176636315722664?sk=info Other blogs http://urdupoetswriters.blogspot.com/ http://muslimspoetry.blogspot.com/ http://abdulahadfarhan.blogspot.com/ http://ataullahfaizan.blogspot.com/ http://hamaramp.blogspot.com/ http://madhyanews.blogspot.com/ http://cimirror.blogspot.com/

MUSLIM SALEEM – NAZAM “SAPNON KI RAAKH” 2 – december 2019

MUSLIM SALEEM – NAZAM “SAPNON KI RAAKH”2 – december 2019SIRF YAADOON KA AB DHUAAN HAI WAHAANSAR PHIRE ISHQ LE CHALAA HAI KAHAANMEHKE LAMHON KE WEERAN KHANDAR MAINKYA BACHAA HOGA KOI DHUNDLA NISHAANGIR CHUKI HAIN YAQEEN KI DEEWAARENKHWAAB KA BHI NAHEEN … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – 24 NOVEMBER 2019 TAQDEER KI MUJH SAY YUNHEEN TAKRAAR CHALEGI

MUSLIM SALEEM – 24 NOVEMBER 2019 TAQDEER KI MUJH SAY YUNHEEN TAKRAAR CHALEGI MAIN SAAYE MAIN BAITHOONGA TO DEEWAR CHALEGI TAQDEER PE UNGLI KOI HARGIZ NA UTHHAYE KIS SAMT HAWAA KYA KHABAR IS BAAR CHALEGI HAAKIM HAI TOU JO CHAHE … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MUSLIM SALEEM KO TAHIR TARAASH KA NAZRANA

MUSLIM SALEEM KO BHOPAL KE UBHARTE SHAIR TAHIR TARAASH KA NAZRANA ANDAZ SHAIRANA HAI MUSLIM SALEEM KA HAR SHER QATILANA HAI MUSLIM SALEEM KA KARTE HAIN RAQS UNKE ISHAARE PE QAAFIYE LAFZON KA SHAMIYANA HAI MUSLIM SALEEM KA

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – 7 NOVEMBER 2019 CHAL PADAY HAIN NAI RAAH PE

MUSLIM SALEEM – 7 NOVEMBER 2019 CHAL PADAY HAIN NAI RAAH PE MIL KE HAM, PEECHHE MUD KAR NAHEEN DEKHNA AB HAMEN LOG KEHTE HAIN JISKO RAH E BE-KHUDI, MIL GAYA HAI WAHI RASTAA AB HAMEN WASL KA HAI SAMAAN, … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – BIRTHDAY – NOVEMBER 1

MUSLIM SALEEM – BIRTHDAY – NOVEMBER 1 UMR KA EK AUR SAAL GAYA JISM BHI JAANIB E ZAWAAL GAYA KYUN MANAATE HAIN JASHN E SAAL GIRAH KYA KABHI IS PE BHI KHAYAL GAYA?

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – JHEEL SI USKI ANKHON MAIN DEKHA

MUSLIM SALEEM – 14 OCTOBER 2019 JHEEL SI USKI ANKHON MAIN DEKHA HO GAYE GHARQ CHAHON MAIN DEKHA! JASHN HAI DIL KI MEHFIL MAIN JAB SE IK ISHARA NIGAHON MAIN DEKHA ANKH SE USKO DEKHA THA IK PAL PHIR TOU … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

MUSLIM SALEEM …..MOB LYNCHING

MUSLIM SALEEM …..MOB LYNCHING KAISA INSAF, KAISI ADALAT HAI PATAA AUR PATAA HI NAHEEN BHEED NE MAAR DAALA KISI KO JURM KOI HUAA HAI NAHEEN

Rate this:

Posted in Dr. Saleem Wahid Saleem | Leave a comment

Ghazal … TU NAHEEN, RAASTA HI NAHEEN ….Muslim Saleem

MUSLIM SALEEM – 13 OCTOBER 2019 TU NAHEEN, RAASTA HI NAHEEN AB KAHEEN KUCHH BACHAA HI NAHEEN DIL DIWANA HAI TERE SIWA AUR KUCHH DEKHTA HI NAHEEN AAP JAISE HAIN, IS ZINDAGI MAIN KOI AISA MILA HI NAHEEN AAJKAL WO … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

ASLAM MIRZA’S COMPREHENSIVE STUDY OF SIRAJ AURANGABADI IN HINDI

ASLAM MIRZA’S COMPREHENSIVE STUDY OF SIRAJ AURANGABADI IN HINDI By Muslim Saleem Aslam Mirza is great writer and poet of India based at Aurangabad. He has scored innumerous books in Urdu. This is for the first time he has compiled … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

Hamne khud apna khoon piya hai mat poochho—Muslim Saleem

MUSLIM SALEEM SIX OCTOBER TWENTY NINETEENHamne khud apna khoon piya hai mat poochhoKitni mehngi dil ki dawa hai mat poochhoDekh lo tum aamaal hamare aur samajh loHamse kyun naraaz Khuda mat poochhoChhed ke ik din shokh haseen ko dekho touAandhi … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

INSAAF HAI YEH KAISA, KAISI YEH ADALAT HAI

MUSLIM SALEEM – 17 SEPTEMBER 2019 INSAAF HAI YEH KAISA, KAISI YEH ADALAT HAI ZAALIM KI HIMAYAT HAI, MASOOM KI AAFAT HAI AB MULK MAIN MAHFOOZ NAHEEN KOI IDAARA JAMHOORI USOOLON KI HAR SAMT HALAAKAT HAI

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

Nazr e Imam Hussain AS on 10 Muharram

Muslim Saleemkuchh is tarah se mitaaya hai naam zaalim kake door door bhi uska asar naheen miltaHussain naam ke mil jaate hain hazaaron logYazeed naam ka koi bashar naheen milta

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

IS DAUR MAIN MILAWATI KITNA KHULOOS HAI

MUSLIM SALEEM – 21 JULY 2019 IS DAUR MAIN MILAWATI KITNA KHULOOS HAI AADHI HAI CHALBAZI TO AADHA KHULOOS HAI ALLAH US HASEEN KO RAKKHE PANAAH MAIN DUNIYA KI ZAD PE EK KUNWARA KHULOOS HAI LUTATA HOON BAAR BAAR MAIN … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MAIN CHOOM LOON INHEN MUJH KO YEH KAAM KARNE DE

MUSLIM SALEEM 20 JULY 2019 MAIN CHOOM LOON INHEN MUJH KO YEH KAAM KARNE DE TIRE LABON KA MUJHAY IHTIRAAM KARNE DE

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

PAAR HAM HADDE MAHABBAT AAJ HI KAR JAYENGE

MUSLIM SALEEM – 19 JULY 2019 PAAR HAM HADDE MAHABBAT AAJ HI KAR JAYENGE AAPKA KYA HAI KISI DIN BAYRUKHI KAR JAYENGE CHHED MAT GUSTAKH HONTON KO HAMARE WARNA YE TERE CHEHRE PAR KOI MANZAR-KASHI KAR JAYENGE POOCHH MAT HAR … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

RAAT BHAR DAASTAN PIGHALTI RAHI

MUSLIM SALEEM – 18 JULY 2019 SHAMA DE KAR DHUAAN PIGHALTI RAHI RAAT BHAR DAASTAN PIGHALTI RAHI SAARI AULAD HO GAYEE KHUSH-HAAL KYUNKE DIN RAAT MAAN PIGHALTI RAHI JAB TALAK DILRUBA THA PEHLU MAIN GARM SAANSON SE JAAN PIGHALTI RAHI … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – 18 july 2019 SHAMA DE KAR DHUAAN PIGHALTI RAHI

MUSLIM SALEEM – 18 july 2019 SHAMA DE KAR DHUAAN PIGHALTI RAHI RAAT BHAR DAASTAN PIGHALTI RAHI

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – qata… AAJKAL USKI BADI AUQAT HAI

MUSLIM SALEEM – 8 JULY 2019AAJKAL USKI BADI AUQAT HAIMEDIA KA JHOOT JISKE SAATH HAILOOTNE NIKLI HAI SAARE MULK KOBACH KE REHNA CHORON KI BAARAT HAI

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – qata… AAJKAL USKI BADI AUQAT HAI

MUSLIM SALEEM – 8 JULY 2019 AAJKAL USKI BADI AUQAT HAI MEDIA KA JHOOT JISKE SAATH HAI LOOTNE NIKLI HAI SAARE MULK KO BACH KE REHNA CHORON KI BAARAT HAI

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

EK BAHUT IMAN-AFROZ WAQI’A

EK BAHUT IMAN-AFROZ WAQI’A ….WHAT HAPPENED WHEN KANHAIYYALAL GABA EMBRACED ISLAM?

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

Naatia Qata: SAMAJH LO KHUD HI WO KITNI AZEEM ZAAT HUI

MUSLIM SALEEM 20 MAY 2019 SAMJH LO KHUD HI WO KITNI AZEEM ZAAT HUI NABI (saw) KE NOOR SE TAKHLEEQ KAINAAT HUI SHARAF YE AUR KISI KO NAHEEN HUA HAASIL KHUDAA KI DEED HUI AUR KHUDA SE BAAT HUI

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – 16 APRIL 2019 NA JAANE AUR KITNE MOD BAQI HAIN FASAANE MAIN

MUSLIM SALEEM – 16 APRIL 2019 NA JAANE AUR KITNE MOD BAQI HAIN FASAANE MAIN JO DIL MAIN AA GAYE UNKO JHIJHAK HAI PAAS AANE MAIN KASAR KOI UTHHA RAKHTE NAHEEN HAIN ZULM DHAANE MAIN MAGAR MASOOMIYAT RAKHTE HAIN QAYAM … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

MUSLIM SALEEM – 7 MAY 2019 USKI ADAA NAY RAKH DIYA KHUD HAMKO MAAR KAY

MUSLIM SALEEM – 7 MAY 2019 USKI ADAA NAY RAKH DIYA KHUD HAMKO MAAR KAY HAMKO PATAA NAHEEN THAY IRAADE SHIKAR KAY BOSEEDA PAIRHAN KOI KAB TAK SIYA KARE BAKHIYE UDHAD GAYE HAIN BAHUT AITBAAR KAY SEERAT BHALI NA JAANIYE … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment

“Shahr dar shahr ghazal” programme organised, Muslim Saleem feted

“Shahr dar shahr ghazal” programme organised, Muslim Saleem feted March 5, 2019 admin In MUSLIM SALEEM’S WORKS left photo ) Zafar Sehbai garlanded Muslim Saleem ( right ) Shashank, Ahad Prakash and Vijay Vate I (Muslim Saleem) PRESIDED OVER PROGRAMME … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Leave a comment

مسلم سلیم پر تحقیقی مقالہ یونی ورسٹی میں پیش

مسلم سلیم پر تحقیقی مقالہ یونی ورسٹی میں پیش  Muslim Saleem par tehqeeqi maqalah university mein paish Bhopal,February 8, 2019 : bain ul aqwami shayar aur urdu web directories ke khaaliq muslim Saleem par tehqeeqi maqalah GC university, Lahore mein … Continue reading

Rate this:

Posted in Muslim Saleem's works | Leave a comment